Movie: Rockstar
Year: 2011
Genre: Drama - Romance
IMDB: http://www.imdb.com/title/tt1839596/
Web: http://www.rockstarthefilm.com/
Directed by: Imtiaz Ali
Produced by: Dhillin Mehta
Starring: Ranbir Kapoor - Nargis Fakhri - Shammi Kapoor - Piyush Mishra
Distributed by: Eros Entertainment - Shree Ashtavinayak Cine Vision Ltd
Music by: A. R. Rahman
Lyrics by: Irshad Kamil
Music Label: T-Series
02- Jo Bhi Main
Music Director: A. R. Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Singer(s): Mohit Chauhan
Duration: 02:29
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
jo bhi main kehna chaahun
barbaad karain alfaaz mere (alfaaz mere)
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
kabhi mujhe lage ke jese saara hi yeh jahaan hai jaadu
jo hai bhi aur nahi bhi hai yeh fizaa, ghataa, hawaa bahaarain
mujhe karain ishaare
kese kahun kahaani main in ki
jo bhi main kehna chaahun
barbaad karain alfaaz mere (alfaaz mere)
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
