Year: 2003
IMDB: http://www.imdb.com/title/tt0374271/
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Singer(s): Udit Narayan - Alka Yagnik
08- Tum Se Milna
tum se milna, baatain karna, bara accha lagta hai (x2)
kya hai yeh? kiyun hai yeh?
kya khabar! haan magar jo bhi hai, bara accha lagta hai
tum se milna, baatain karna, bara accha lagta hai

teri choti choti baat, teri har ek mulaqaat
tarpaey mujh ko lamha lamha tera saath
lamha lamha tera saath
kya hai yeh? kiyun hai yeh?
kya khabar! haan magar jo bhi hai, bara accha lagta hai
tum se milna, baatain karna, bara accha lagta hai
behke behke mere din, mehki mehki meri shaam
gorey aanchal pe sada main to likhun tera naam
main to likhun tera naam
kya hai yeh? kiyun hai yeh?
kya khabar! haan magar jo bhi hai, bara accha lagta hai
tum se milna, baatain karna, bara accha lagta hai (x2)
Get lyrics of all songs from the movie "Tere Naam" (2003).